America nay sham par mamnua bomb giraye: Russia ka ilzam
- 11-Sep-2018
Moscow: Russia ki janib say ilzam aaid kiya gaya hai kay america nay sham par mamnua phosphorus bomb giraye hain, amreeki hukaam nay ilzaam ki tardeed kardi. Tafseelat kay mutabiq Russia nay America par ilzam aaid kiya hai kay us nay shami shaher Adlab main mamnoua phosphorus bomb giraye hain, jabkay America nay mazkoora ilzam […]
