Roman NewsFinance bill: Wazeer e azam, Governor, aur wuzra ka tax istasna khtham
- Sep 18, 2018
Islamabad: wafaqi wazeer khazana asad umer nay zimni finance bill pesh kardiya, wazeer e azam, Governor, Aur wuzra ka tax istasna khtam kardiya gaya, sab ko aam Pakistaniyon ki tarhan tax dena hoga. Tafseelat kay mutabiq Pakistan Tehreek e insaaf ki hukumat nay aaj baroz mangal zimni finance bill parliament main pesh kiya, parliament main […]






